Zindagi ne dheere se samjhaya mujhe,
Har cheez paana zaroori nahi hota…
Kabhi haar kar bhi jeet jaate hain log,
Bas khud ko khona zaroori nahi hota…
Jo chala gaya, usse jaane do,
Har rishta nibhana zaroori nahi hota…
Seekh yahi hai zindagi ki,
Har baar muskuraana zaroori nahi… par tootna bhi zaroori nahi hota 🤍
— Aapki Sakhi



